|
Shayri by Faraz
|
|
18-04-2010, 05:21 PM
Post: #1
|
|||
|
|||
|
Shayri by Faraz
Shayri by Faraz
tumhari duniya mei hum jese hazaron hei FAraz.. hum hi pagal thay k tumhein paa kar itranay lagay ![]() Tumse bichre to maloom hua k maut bhi kyi cheez hai Faraz, Zindagi wo thi jo hum teri mehfil me guzaar aaye... ![]() ![]() jo baat hum keh nai saktay .. ussay hum farz kartay hei.. chalo hum farz kartay hei.. k TUM se PYAR kartay hei ...... ![]() ![]() Har baar nah kaha kar hum tujay chor dain gay Faraz... Na hum itnay aam hain nah teray bus ki baat hai... ![]() ![]() ab naaz tha humko kismat per, hans hans k dunia milti thi, jab basti dil ki ujar gai ab to dost b kinara karte hein... ![]() ![]() Na jaane kyun wo loag uter jaate hain dil me Faraz, Jin logon se kismat k sitaare nhi milte...!! ![]() ![]() Kitne naazuk mizaj hain wo kuch na poochiye Faraz, Neend nahi aati unhe dharkan k shor se..!! ![]() ![]() hum woh patte nahi jo shakh se gir jayen “faraz”, keh do tufaano ko zara auqaat mein rahein..
|
|||
|
18-04-2010, 07:42 PM
Post: #2
|
|||
|
|||
|
RE: Shayri by Faraz
bahut badiya hai ji tadi Faraz bali shayri thanx for sharing ji
ਅਸੀਂ ਪਿਛਲੇ ਜਨਮ ਤੋਂ ਤੇਰੇ ਹਾਂ,
ਸਾਨੂੰ ਗੈਰਾਂ ਦੇ ਵਿੱਚ ਰੱਖ ਭਾਵੇਂ, ਤੂੰ ਸਾਡੀ ਖੰਡ ਮਿਸ਼ਰੀ ਏਂ, ਸਾਨੂੰ ਜ਼ਹਿਰਾਂ ਦੇ ਵਿੱਚ ਰੱਖ ਭਾਵੇਂ, ਅਸੀਂ ਮੁਰਸ਼ਦ ਤੈਨੂੰ ਮੰਨਿਆ ਏ, ਸਾਨੂੰ ਖ਼ੈਰਾਂ ਦੇ ਵਿੱਚ ਰੱਖ ਭਾਵੇਂ, ਬੱਸ ਰੁਤਬਾ ਦੇ ਦੇ ਝਾਂਜਰ ਦਾ, ਸਾਨੂੰ ਪੈਰਾਂ ਦੇ ਵਿੱਚ ਰੱਖ ਭਾਵੇਂ। |
|||
|
20-04-2010, 09:29 AM
Post: #3
|
|||
|
|||
|
RE: Shayri by Faraz
Har baar nah kaha kar hum tujay chor dain gay Faraz...
Na hum itnay aam hain nah teray bus ki baat hai... Kitne naazuk mizaj hain wo kuch na poochiye Faraz, Neend nahi aati unhe dharkan k shor se..!! very nice.... toor 22 |
|||
|
21-04-2010, 05:18 PM
Post: #4
|
|||
|
|||
|
RE: Shayri by Faraz
Na jaane kyun wo loag uter jaate hain dil me Faraz,
Jin logon se kismat k sitaare nhi milte...!! all v touching.....tfs...., |
|||
|
21-04-2010, 06:33 PM
Post: #5
|
|||
|
|||
|
RE: Shayri by Faraz
bahut nice a siso
it really touched my heart.........
|
|||
|
21-06-2010, 03:02 PM
Post: #6
|
|||
|
|||
|
RE: Shayri by Faraz
thanks friends
hum woh patte nahi jo shakh se gir jayen “faraz”, keh do tufaano ko zara auqaat mein rahein..
|
|||
|
« Next Oldest | Next Newest »
|
User(s) browsing this thread: 1 Guest(s)

Search
Member List
Calendar
Help







